Facts about Russia (hindi)

July 17, 2020 1 Comments

Russia ek aisa desh hai jiska border 14 desho se touch hota hai.iski rajdhani Moscow hai.Duniya me sabse phli satellite Russia na launch ki thi.isme duniya sabse bda railway hai.yha ek khubsurat desh hai Russia me zyada railways underground yha duniya ka sabse purana railway.duniya me sabse phle train yhi shuru hui thi. yha ka station bht purane hai aur ime apko bht sari kla kirti bhi dikh jaengi.Russia me 35 language boli jati hai lekin yha ki official language russian hai. Yha ka literacy rate 99.68%. yha ki population 14.5 crore hai.Indians ko Russia jane ka liya e-visa mil jata hai yha ki currency ruble hai. 1 ruble =1.05 rs . Yha Google map se acha yha ka local map yandex kaam krta hai. Russia ki currency rubles hai. Yhe duniya ka super power country. 
Russia ki mostly population Christian hai aur dusri sabse bdi aabad muslims ki hai.


Russia 1917 me aazad hua aur ek democratic desh bna aur turkey ne uska jis elako prr kabza ki tha usne wo waapis la liya. 

1 comment: